Spouse · Hindi

Diwali Dift

Completed | Part 2 of 2 | 1 Likes

Part 2

Ek din jab Vidhi apne school se ayi toh kuch kapde lekar ayi. Mukesh apne kaam mein laga hua tha. Vidhi boli suno kuch kapde lekar ayi hu ek bar try karoge. Mukesh bilkul. Vidhi ne pant nikali or Mukesh ke dekhar boli ye try karo. Mukesh bola ye toh bahut small hi. Vidhi boli ek bar try toh karo. Mukesh room mein gaya or jaldi se apni pants nikal kar woh pant pehn li lekin uska penis dikh raha tha ush pants mein toh Mukesh ne penis ko piche tuck kar liya or bahar aya. Vidhi boli wow ye jegging toh bahut achi lag rahi hi tumpe. Waise samne se ek dum flat lag raha tha , tumhara penis kaha gaya. Mukesh bola woh maine piche tuck kar diya hi. Vidhi boli bahut acha kiya. Waise main ye pants tumhe roj pehne ke liye lekar ayi ho. Mukesh bola ye toh thodi tight hi lekin mujhe lagta hi thik rahegi ghar mein. Vidhi boli main tumhare liye kuch or bhi lekar ayi hu. Lekin usko dikhne ke phele mera ek sawal hi. Kya tumne nahi lagta ki tumhare bhi meri tarah breast ho. Mukesh bola ye kya bol rahi ho tum. Vidhi boli ye mere sawal ka jawab nahi, yes or no. Mukesh bola sayad yes. Vidhi boli ek kaam karo apni tshirt nikalo. Jaise hi Mukesh ne tshirt nikali Vidhi ne real dikhne wale breast foam uski chest pe chipka diye or usko bra pehna di. Vidhi boli dekho ab tumhare bhi mere tarah breast hi or dono hasne lage. Thodi der baad Mukesh bola inko remove kardo, Vidhi boli main kal remove kar dogi kyuki kal humein meri ek friend ki shadi mein chalna hi.

Next day Vidhi ne Mukesh ko shadi mein jane ke liye ready kiya or usko saree pehni or ache se makeup kiya or sath hi 3 inch long heel di pehne ki liye. Vidhi bhi jaldi ready ho gayi. Vidhi boli dekho aaj tumhara naam Mansi hi, mukesh nahi. Mukesh bola thik hi. Phir woh dono shadi mein gaye or dono ne bahut enjoy kiya. Mansi ko lag raha tha ki woh bahut happy hi. Jab woh ghar pahuche toh Vidhi boli mujhe tumse kuch baat karna hi. Mukesh ne pucha kya hua. Vidhi boli jo bhi main puchu sach bolna bahut hum dono ko bahut problem ho jayegi. Mukesh bola tum aise kyu bol rahi ho. Main sach bologa. Vidhi ne apne purse medicine ke wrapper nikale or boli tumhe pata hi ye kya hai. Mukesh samjh gaya or bola nhi mujhe nahi pata kya hi. Vidhi boli ye female hormone pills hi or ye mujhe tumhare bag ke under mili hi. Toh tum bataoge ki ye tumhare bag mein kya kar rahi thi. Dekho jhuth bolne ki koi zarurat nahi. Mukesh bola woh mujhe bachpan se ladki banne ka shuk tha or ushi wish ko pura karne ke liye main ye hormone le raha tha. Please mujhe maaf kar do. Main ab kuch nahi karoga. Vidhi khadi hui or boli ab batao tumhe real mein mansi banna hi ya mukesh bankar apni life spend karna hi. Mukesh bola mujhe Mansi banna hi please help me. Vidhi boli agar tum ye baat mujhe directly bol dete toh sayad ye drama nahi hota.....Next day Vidhi mukesh ko lekar doctor ke pass gayi or legally way se uska transformation start ho gaya. Jaldi hi Mukesh ka sex change bhi ho gaya or woh puri tarah Mansi ban....Ab dono Friends ki tarah life spend kar rahi hi.....

Congratulations!

You've successfully completed reading all published parts of this story!

133 Views 0 Comments
Disclaimer

CD Stories is a multilingual open platform. Stories published are generated by writers. The platform has not reviewed, modified, or validated contents and holds no liability regarding content quality or copyright infringements.

Discussion (0)

No comments shared yet. Be the first to share your thoughts!
Want to comment? Please Login or Sign Up.
Reading preferences
100%
Home Discover 0 Alerts Writers Login